We use cookies and other technologies on this website to enhance your user experience.
By clicking any link on this page you are giving your consent to our Privacy Policy and Cookies Policy.

About Ayat e Kareema Mushkil Kushai

Ayat e Kareema Mushkil Kushai with easy urdu details and translations

Hazrat Younas A.S ki dua "La Ilaha illa Anta Subhanaka Inni Kunto Mina Zaalimeen" ko biyaan kiya hai. Indeed, Is aaiyt qareema kay perhnay say at museebat ko door kr daitay hain.

Iss Aaiyt Qareema kay tufail Hazrat Younas A.S ko museebat say nijjjat ataa hoe. Imam Ahmad Hambal R.A , Timrzi, Nisaai aur Hakim nay is hadees pak ko rawaaiyt fermaya kay Hazrat Saad Bin Waqqas R.A say Huzoor Nabi e Kareem S.A.W nay Irshaad fermaya:

Allah Taala nay Quran e Pak main Hazrat Younas A.S ki dua "La Ilaha illa Anta Subhanaka Inni Kunto Mina Zaalimeen" ko biyaan kiya hai. Indeed, Is aaiyt qareema kay perhnay say Allah museebat ko door kr daitay hain. Iss Aaiyt Qareema kay tufail Hazrat Younas A.S ko museebat say nijjjat ataa hoe. Imam Ahmad Hambal R.A , Timrzi, Nisaai aur Hakim nay is hadees pak ko rawaaiyt fermaya kay Hazrat Saad Bin Waqqas R.A say Huzoor Nabi e Kareem S.A.W nay Irshaad fermaya:

"Kya main tumhain Allah Taala Ka Wo Ism e Azam Na bta doon kay jab wo iss say pookara jaye, ijabat kray aur jab oos say sawaal kiya jaye ataa fermaaye woh dua yeh hai Jo Hazrat Younas A.S nay teen baar taarikiyon main ki thee, "La Ilaha illa Anta Subhanaka Inni Kunto Mina Zaalimeen"....Kisi nay arz kiya Ya Rasool Allah S.A.W ! Yeh khas Hazrat Younas A.S kay liye tha ya sab Muslims kay liye hai.. Aap S.A.W nay fermaya, Kya tum nay Allah ka irshaad nahin suna keh 'Puss Hum nay Younas A.S ki dua qabool fermaaye aur usy gham say nijjat di aur youn hi Nijjat dain gay Emaan waalon ko'...."

--Kitaab haaza main diye gye amliyaat o taaweezaat ko kernay ki aam ijazat hai

--Aamil kay liye namaz e panjgaana ki paabandi zaroori hai

--Yaqeen kamil, tawajjo aur yaqsooe ka hona zaroori hai

--jhoot bolnay say ijtanaab kray aur hamesha sach bolay.

--Aamil kay liye Gosha Nasheeni aur uzlat ikhtiar kerni zaroori hai khasoosan amal perhnay aur likhnay kay waqt awaam aur Na mehram aurton aur larkon say ikhtilaat na rakhay .. Awam kay sath ikhtilaat say qalbi safaai qaaim nahin rehti aur na mehram aurton aur larkon kay sath nashist o berkhaast nafs e ammara ko aamaada e fitna kerti hai jis say baatni anwaar zaail hotay hain.

--Amaal o Wazaif kay sath darood paak ka perhna laazmi hai warna woh dua qabool nahin hoti aur na hi amal kaargar hota hai.

"Kya main tumhain Allah Taala Ka Wo Ism e Azam Na bta doon kay jab wo iss say pookara jaye, ijabat kray aur jab oos say sawaal kiya jaye ataa fermaaye woh dua yeh hai Jo Hazrat Younas A.S nay teen baar taarikiyon main ki thee, "La Ilaha illa Anta Subhanaka Inni Kunto Mina Zaalimeen"....Kisi nay arz kiya Ya Rasool Allah S.A.W ! Yeh khas Hazrat Younas A.S kay liye tha ya sab Muslims kay liye hai.. Aap S.A.W nay fermaya, Kya tum nay Allah ka irshaad nahin suna keh 'Puss Hum nay Younas A.S ki dua qabool fermaaye aur usy gham say nijjat di aur youn hi Nijjat dain gay Emaan waalon ko..

Qasas ul Anbiya aur Maloomat,

Shia Imamia Jantri,

Junaid Jamshed Naats,

Urdu Surah Yaseen,

Rizq Chappar Phaar Ker Aye Ga,

Waqiyat Parhiye ibrat lijiye,

Rizq ki dua,

rizqkawazifa

Naad e Ali RA Mushkilat Ka Hal

Durood Shareef

Khawab Nama Aur Tabeer

ALLAH Kay Namon Se Hal.

What's New in the Latest Version 1.0

Last updated on Nov 8, 2018

Ayat e Kareema Mushkil Kushai

Translation Loading...

Additional APP Information

Latest Version

Request Ayat e Kareema Mushkil Kushai Update 1.0

Uploaded by

Nay Myo Lin

Requires Android

Android 4.0.3+

Show More

Ayat e Kareema Mushkil Kushai Screenshots

Languages
Subscribe to APKPure
Be the first to get access to the early release, news, and guides of the best Android games and apps.
No thanks
Sign Up
Subscribed Successfully!
You're now subscribed to APKPure.
Subscribe to APKPure
Be the first to get access to the early release, news, and guides of the best Android games and apps.
No thanks
Sign Up
Success!
You're now subscribed to our newsletter.