Use APKPure App
Get Pyare Nabi(PBUH) ki Sunnatain old version APK for Android
Pyare Nabi (SAW) Ki Pyari Sunnatain, geschrieben von Maulana Hakeem Muhammad Akhtar
Seerat un Nabi Book Pyare Nabi (SAW) Ki Pyari Sunnatain, geschrieben von Shaikh ul Arab Wa Ajam Hazrat Maulana Shah Hakeem Muhammad Akhtar Saheb (RA) Kostenloser Download oder Online-Lesen des islamischen Urdu-PDF-Copybooks. Dieses Buch enthält ein wunderschönes Urdu-Islami-Buch Pyare Nabi (PBUH) ki Pyari Sunnatain, Sunnat ist die Lebensweise, die Muslimen auf der Grundlage der Lehren und Praktiken des islamischen Propheten Muhammad (SAW) und Interpretationen des Korans als normativ vorgeschrieben ist. Dieses Buch beschreibt Sunnah und DUA, um ein gutes Leben zu führen und Handlungen auf gute Weise zu vollenden, einschließlich Sunnah zum Essen, Trinken, Schlafen, Baden und über Masjid, Haus und Toilette, kurz gesagt, es deckt alle Aspekte des Lebens ab. Sie können auch Urdu Sirat Books Seerat Un Nabi In Urdu von Allama Shibli Nomani und Atlas Seerat-un-Nabi (PBUH) von Dr. Shauqi Abu Khalil und vieles mehr in dieser Datei finden. Es gibt die meisten Sunnats des Propheten Muhammad, Friede sei mit ihm, bei den meisten Experten des Lebens.
Pyare Nabi s.a.w ki Pyari Sunnaten Buch, verfasst von Maulana Hakeem Muhammad Akhtar Sahib. Dieses Buch enthält eine Sunna-Sammlung, die sich auf das Leben unseres Heiligen Propheten Sallallahu Alaihi Wasallam in der täglichen Routine in Urdu-Sprache bezieht
Das islamische Buch in Urdu „Pyaray Nabi Ki Pyari Sunnatein, geschrieben von Maulana Hakeem Muhammad Akhtar Sahib“ ist jetzt auf der In UrduGuest-Site in einem hochwertigen PDF-Dokument zum Studium unserer Besucher verfügbar.
NAQSH E QADAM NABI KE HAIN JANNAT KE RAASTE,
ALLAH SE MILATE HAIN SUNNAT KE RAASTE
Hadis mai hai ke Nabi (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya:
Jis Shakhs ne Meri Sunnat ki Hifazat ki (Dil o Jaan se isko mazboot pakda aur ispar amal kiya) an ALLAH Ta'ala 4 baaton se iska ikraam karega.
1) Nek Logo ke Dilo me iski Mohabbatpaida karega.
2) Fajir aur Badkar Logo ke Dilo me Haibat daal dega.
3) Rizq me Wus'at aur Barkat ataa karega.
4) Deen me pukhtagi Naseeb farmayega.
(Sharah Sharatul Islam: Seite: 8, Syed Ali Zadah)
Wazu aur Miswak ki Sunnatain
Jub zarurat se farig hon to wazu karna chahiye aur jub wazu Karen to in sunnaton ka lihaz rakhen, hamara wazu hamare Rasool sallaallahu alaihi wasallam ki pyari sunnaton k sath ada hojaye. Kis qadar khush nasibi ki baat hai.
********{Miswak}***********
Quran Majeed ki tilawat k waqt, Muh me badbo k ehsas k waqt, Neend se bedar hote waqt, aur wazu karte waqt in tamam Mawaqe pr Miswak krte huwe Aadmi apne Muh ko saaf bhi rakh skta hai aur apne Rub ko razi bhi kr skta hai , Aur bisiyoon martaba isi sunnat per amalkrte huwe Ajr-o-Sawab ka Zakhira bhi kr skta hai, Huzoor sallaallahu alaihi wasallam ne Irshad Farmaya: „Miswak muh ki Pakizgi ka Zariya aur rub ki Khushnudi ka sabab hai.“ (Ahmed)
SHARA'IT E NAMAZ
Shara'it e Namaz 7 hain:
1) Badan ka Paak hona.
2) Kapde ka Paak hona.
3) Jagah ka Paak hona.
4) Satar (Naaf se Ghutne tak ka hisse) ka chupana.
5) Namaz ka Waqt hona.
6) Qiblah ki taraf munh karna.
7) Niyyatkarna.
NAMAZ KE FARA'IZ
Namaz ke Fara'iz 6 hain:
1) Takbir e Tahrima yani „ALLAHU AKBAR“ kehna.
2) Qiyaam yani khada hona.
3) Qira'at yani Qur'an ki 3 choti Aayat ya 1 badi Aayat ka parhna.
4) Ruku'a karna.
5) Dono Sajde karna.
6) Qa'ada e Akhirah me Tash'hud ki miqdar baithna.
Folgende Themen wurden in dieser App behandelt:
- WAJIBAAT E NAMAZ
- Namaz k 14 Wajibaat hain.
- NAMAZ KI 51 SUNNATEIN
- QIYAAM ME 11 SUNNATE HAIN.
- Qira'at ki 7 Sunnate hain.
- Ruku'a ki 8 sonnig.
- Sajde ki 12 sonnig
- Qaidah ki 13 sonnig.
- Guftagu ki Sunnatain
- Timardari (Iyadat) ki Sunnatain
- Cheenk Laine ki Sunnatain
- Khane se Pehle aur Baad ki Sunnatain
- Pani Peene ki Sunnatain
- Jumah k Din ki Sunnatain
- H A D E E S
- Aamale Juma
- JUMMA KI SONNENTAG
- Sone se Pehle aur Baad ki Sunnatain
- Majlis se Uthte waqt ki Sunnatain
- Tilawat-e-Quran k 2 Ahem Aadab
- Tilawat-e-Quran ki Sunnatain
-Kapde Pahnne ki Sunnatain
- Kisi k Ghar me Jate waqt ki Sunnatain
- Mehman Nawazi ki Sunnatain
- Khane se Pehle aur Baad ki Sunnatain
Last updated on Jun 25, 2022
Minor bug fixes and improvements. Install or update to the newest version to check it out!
Von hochgeladen
ملت يونس خالد
Erforderliche Android-Version
Android 4.4+
Kategorie
Bericht
Pyare Nabi(PBUH) ki Sunnatain
1.0 by Pak Appz
Jun 25, 2022